us banda ki chah dekhiyega
us bande kī chaah dekhiyegā
aur us kā nibāh dekhiyegā
maiñ kaise nibāhtā huuñ tum se
inshā-allāh dekhiyegā
faujeñ ashkoñ kī tul rahī haiñ
ye hashmat-o-jāh dekhiyegā
āshiq mujhe jaan karte haiñ qatl
taqsīr o gunāh dekhiyegā
'inshā' se aap ab ḳhafā haiñ
yuuñ bhar ke nigāh dekhiyegā
us bande ki chah dekhiyega
aur us ka nibah dekhiyega
main kaise nibahta hun tum se
insha-allah dekhiyega
faujen ashkon ki tul rahi hain
ye hashmat-o-jah dekhiyega
aashiq mujhe jaan karte hain qatl
taqsir o gunah dekhiyega
'insha' se aap ab KHafa hain
yun bhar ke nigah dekhiyega
- Kulliyat-e-inshaallah khan insha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.