Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uski mahfil se pare baiThe hain

Salim Saleem

uski mahfil se pare baiThe hain

Salim Saleem

MORE BYSalim Saleem

    us mahfil se pare baiThe haiñ

    ham udāsī se bhare baiThe haiñ

    sirf ik lams ki zinda ho jaa.eñ

    jaane ham kab se mare baiThe haiñ

    kuchh bhī ab yaad nahīñ apne sivā

    sab ko bhūle-bisare baiThe haiñ

    'ishq meñ kaam haiñ baaqī aur ham

    haath par haath dhare baiThe haiñ

    us ki mahfil se pare baiThe hain

    hum udasi se bhare baiThe hain

    sirf ek lams ki zinda ho jaen

    jaane hum kab se mare baiThe hain

    kuchh bhi ab yaad nahin apne siwa

    sab ko bhule-bisare baiThe hain

    'ishq mein kaam hain baqi aur hum

    hath par hath dhare baiThe hain

    Source :
    • Book : Wahima Vajood Ka (Pg. 111)
    • Author : Salim Saleem
    • Publication : Rekhta Publications (2022)
    • Edition : 2nd
    • Book : Sabhi Rang Tumhare Nikle (Pg. 101)
    • Author : Salim Saleem
    • Publication : Rekhta Publications (2017)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now