usne honTon se khinch li cigarette
us ne hoñToñ se khīñch lī cigarette
aap mat pīji.e ajī cigarette
us ko hichkī sī ek dam aa.ī
mere hoñToñ se gir ga.ī cigarette
kitne chanchal se log yaad aa.e
baa'd muddat ke maiñ ne pī cigarette
yaad rakhnā agar na aa.e tum
ek ke baa'd dūsrī cigarette
kyā bharosa hai us farebī kā
chhoḌ jā.egā jab bujhī cigarette
kash lagāte raho yūñhī 'shahdil'
bujhne vaalī hai ziist kī cigarette
us ne honTon se khinch li cigarette
aap mat pijie aji cigarette
us ko hichki si ek dam aai
mere honTon se gir gai cigarette
kitne chanchal se log yaad aae
ba'd muddat ke main ne pi cigarette
yaad rakhna agar na aae tum
ek ke ba'd dusri cigarette
kya bharosa hai us farebi ka
chhoD jaega jab bujhi cigarette
kash lagate raho yunhi 'shahdil'
bujhne wali hai zist ki cigarette
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.