Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uTh kar uske dar se apne ghar jaana

Satya Prakash Soni

uTh kar uske dar se apne ghar jaana

Satya Prakash Soni

uTh kar us ke dar se apne ghar jaanā

haa.e kitnā āsāñ hotā mar jaanā

jis raste har patthar tak se yaarī thī

mushkil hai ab us raste aksar jaanā

dil shāhid hai un chārāgar nazroñ

un uThnā in ghāoñ ka bhar jaanā

ishq kiyā to jaanā kyoñ hotā hai ye

hoñToñ muskānā āñkheñ bhar jaanā

marne fursat milne tak hai ham ko

har sub.h zinda ho kar daftar jaanā

uTh kar us ke dar se apne ghar jaana

hae kitna aasan hota mar jaana

jis raste har patthar tak se yari thi

mushkil hai ab us raste aksar jaana

dil shahid hai un chaaragar nazron ka

un ka uThna in ghaon ka bhar jaana

ishq kiya to jaana kyon hota hai ye

honTon ka muskana aankhen bhar jaana

marne ki fursat milne tak hai hum ko

har subh zinda ho kar daftar jaana

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now