Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uTh ke logon se kinare aaiye

Meer Mohammadi Bedar

uTh ke logon se kinare aaiye

Meer Mohammadi Bedar

MORE BYMeer Mohammadi Bedar

    uTh ke logoñ se kināre aa.iye

    kuchh hameñ kahnā hai pyāre aa.iye

    gar ijāzat ho to parvāna tarah

    sadqa hone ko tumhāre aa.iye

    muddatoñ se aarzū ye dil meñ hai

    ek din ghar hamāre aa.iye

    kuchh to tāsīr naala ne mire

    aa.e tum muddat meñ baare aa.iye

    aap kal yaad meñ 'bedār' ko

    ginte guzrī raat taare aa.iye

    uTh ke logon se kinare aaiye

    kuchh hamein kahna hai pyare aaiye

    gar ijazat ho to parwana ki tarah

    sadqa hone ko tumhaare aaiye

    muddaton se aarzu ye dil mein hai

    ek din tu ghar hamare aaiye

    kuchh to ki tasir nala ne mere

    aae tum muddat mein bare aaiye

    aap ki kal yaad mein 'bedar' ko

    ginte guzri raat tare aaiye

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now