Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wajib-ul-ehtiram aadmi tha

Iqbal Ejaz Baig

wajib-ul-ehtiram aadmi tha

Iqbal Ejaz Baig

MORE BYIqbal Ejaz Baig

    vājib-ul-ehtirām aadmī thā

    jo baḌā be-lagām aadmī thā

    jab bhī tolā gayā to aadmī meñ

    yahī ik do gram aadmī thā

    vo bhī ġhā.eb thā apnī kursī se

    vo jo qā.em-maqām aadmī thā

    kartā rahtā thā kuchh na kuchh ījād

    vo jo ik nā-tamām aadmī thā

    aadmī bādshah thā aadmī

    aadmī ġhulām aadmī thā

    jo darinde the paḌh rahe the namāz

    aur un imaam aadmī thā

    wajib-ul-ehtiram aadmi tha

    jo baDa be-lagam aadmi tha

    jab bhi tola gaya to aadmi mein

    yahi ek do gram aadmi tha

    wo bhi ghaeb tha apni kursi se

    wo jo qaem-maqam aadmi tha

    karta rahta tha kuchh na kuchh ijad

    wo jo ek na-tamam aadmi tha

    aadmi baadshah tha aadmi ka

    aadmi ka ghulam aadmi tha

    jo darinde the paDh rahe the namaz

    aur un ka imam aadmi tha

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now