Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wapas ghar ja KHatm hua

Saleh Nadeem

wapas ghar ja KHatm hua

Saleh Nadeem

MORE BYSaleh Nadeem

    vāpas ghar ḳhatm huā

    khel-tamāshā ḳhatm huā

    pīchhe muḌ kar kyā dekho

    jo pīchhe thā ḳhatm huā

    dhīre dhīre dard uThā

    rafta rafta ḳhatm huā

    tum bhī haare merī haar

    jaane kyā kyā ḳhatm huā

    sahrā dariyā jañgal shahr

    lambā rasta ḳhatm huā

    pīpal bargad panghaT par

    aanā jaanā ḳhatm huā

    kis yādeñ kis naam

    dard rishta ḳhatm huā

    aag bagūla hote ho

    lo ye qissa ḳhatm huā

    wapas ghar ja KHatm hua

    khel-tamasha KHatm hua

    pichhe muD kar kya dekho

    jo pichhe tha KHatm hua

    dhire dhire dard uTha

    rafta rafta KHatm hua

    tum bhi haare meri haar

    jaane kya kya KHatm hua

    sahra dariya jangal shahr

    lamba rasta KHatm hua

    pipal bargad panghaT par

    aana jaana KHatm hua

    kis ki yaaden kis ka nam

    dard ka rishta KHatm hua

    aag bagula hote ho

    lo ye qissa KHatm hua

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now