Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wafa ki jang mein donon ka ishtirak hua

Tasleem Niyazi

wafa ki jang mein donon ka ishtirak hua

Tasleem Niyazi

MORE BYTasleem Niyazi

    vafā jang meñ donoñ ishtirāk huā

    koī shahīd huā aur koī halāk huā

    idhar yaqīñ to pahle ghar ujaḌ chukā thā

    tavaqquāt qissa bhī ab ke paak huā

    ki us se ishq da.avā to kar rahe the sabhī

    vufūr-e-shauq meñ dāman mirā chaak huā

    burā nahīñ baḌā nāzuk mizāj hai mirā dost

    zarra Tok diyā kyā ki meñ block huā

    nashe zor thā kal shab bulā liyā us ko

    ġhalat tarīqe se ik kaam Thīk-Thāk huā

    wafa ki jang mein donon ka ishtirak hua

    koi shahid hua aur koi halak hua

    idhar yaqin ka to pahle hi ghar ujaD chuka tha

    tawaqquat ka qissa bhi ab ke pak hua

    ki us se ishq ka dawa to kar rahe the sabhi

    wufur-e-shauq mein daman mera hi chaak hua

    bura nahin baDa nazuk mizaj hai mera dost

    zarra sa Tok diya kya ki mein block hua

    nashe ka zor tha kal shab bula liya us ko

    ghalat tariqe se ek kaam Thik-Thak hua

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now