waqt har bar badalta hua rah jata hai
vaqt har baar badaltā huā rah jaatā hai
ḳhvāb ta.abīr meñ Dhaltā huā rah jaatā hai
tujh se milne bhī chalā aatā huuñ miltā bhī nahīñ
dil to siine meñ machaltā huā rah jaatā hai
hosh aatā hai to hotī hai kamāñ apnī taraf
aur phir tiir nikaltā huā rah jaatā hai
waqt har bar badalta hua rah jata hai
KHwab tabir mein Dhalta hua rah jata hai
tujh se milne bhi chala aata hun milta bhi nahin
dil to sine mein machalta hua rah jata hai
hosh aata hai to hoti hai kaman apni taraf
aur phir tir nikalta hua rah jata hai
- Book : Paniyon Se Alag (Pg. 30)
- Author : Shamsheer Haider
- Publication : Rumail House of Publication (2015)
- Edition : 2015
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.