wasl ka din aur hijr ki baaten aisa nain
vasl kā din aur hijr kī bāteñ aisā na.iñ
din bhar laḌte marte rahnā achchhā na.iñ
terā mujh se jo bhī kuchh hai achchhā hai
is ko kuchh bhī kah sakte haiñ rishta na.iñ
aisā pal to ḳhvāboñ hī meñ aatā hai
bosa de kar jab tū bole ġhussa na.iñ
us ko jab bhī ġhazal dikhātī huuñ apnī
kahtā hai maqtā achchhā hai matl.a na.iñ
yaar duā kitnī māñgegā bas kar ab
hogā vo jo rab chāhegā chintā na.iñ
wasl ka din aur hijr ki baaten aisa nain
din bhar laDte marte rahna achchha nain
tera mujh se jo bhi kuchh hai achchha hai
is ko kuchh bhi kah sakte hain rishta nain
aisa pal to KHwabon hi mein aata hai
bosa de kar jab tu bole ghussa nain
us ko jab bhi ghazal dikhati hun apni
kahta hai maqta achchha hai matla nain
yar dua kitni mangega bas kar ab
hoga wo jo rab chahega chinta nain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.