wo aankhen kya jinhen aaya na rona
vo āñkheñ kyā jinheñ aayā na ronā
diloñ kī maut hai ġham kā na honā
ġhamoñ kī aañch had se baḌh chukī hai
baḌī mushkil hai mīThī niiñd sonā
zamāne bhar kā ġham apnā liyā hai
qayāmat ho gayā hassās honā
wo aankhen kya jinhen aaya na rona
dilon ki maut hai gham ka na hona
ghamon ki aanch had se baDh chuki hai
baDi mushkil hai miThi nind sona
zamane bhar ka gham apna liya hai
qayamat ho gaya hassas hona
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.