wo aashiq hai magar mera nahin hai
vo āshiq hai magar merā nahīñ hai
ke us ke ishq meñ nuqta nahīñ hai
hameñ ḳhud se mohabbat ho ga.ī hai
hamāre ghar meñ ā.īna nahīñ hai
abhī se kyuuñ ye palkeñ jhuk rahī haiñ
abhī ham ne use sochā nahīñ hai
are majnūñ salīqe se junūñ kar
ye terā personal sahrā nahīñ hai
wo aashiq hai magar mera nahin hai
ke us ke ishq mein nuqta nahin hai
hamein KHud se mohabbat ho gai hai
hamare ghar mein aaina nahin hai
abhi se kyun ye palken jhuk rahi hain
abhi hum ne use socha nahin hai
are majnun saliqe se junun kar
ye tera personal sahra nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.