Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo bana shahr ka KHuda kab se

Bushra Bakhtiyar Khan

wo bana shahr ka KHuda kab se

Bushra Bakhtiyar Khan

MORE BYBushra Bakhtiyar Khan

    vo banā shahr ḳhudā kab se

    merī āñkhoñ meñ bas gayā kab se

    maiñ thī maujūd har zamāne meñ

    mujh ko DhūñDā nahīñ gayā kab se

    ho ga.ī maat in havāoñ ko

    jal rahā hai koī diyā kab se

    bint-e-havvā bhī bik chukī āḳhir

    jo bachātī rahī ridā kab se

    ab to pahre uThā lo paanī se

    aab ḳhuuñ meñ badal gayā kab se

    wo bana shahr ka KHuda kab se

    meri aankhon mein bas gaya kab se

    main thi maujud har zamane mein

    mujh ko DhunDa nahin gaya kab se

    ho gai mat in hawaon ko

    jal raha hai koi diya kab se

    bint-e-hawwa bhi bik chuki aaKHir

    jo bachati rahi rida kab se

    ab to pahre uTha lo pani se

    aab KHun mein badal gaya kab se

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now