Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jo mujh mein ajnabi hai

Prashanik Chandra

wo jo mujh mein ajnabi hai

Prashanik Chandra

vo jo mujh meñ ajnabī hai

us sab se dostī hai

kar ga.ī mujh ko numāyāñ

jaane kaisī tīrgī hai

chhoḌ kar sab chuke haiñ

saath tanhā.ī khaḌī hai

mujh ko apnā kah gayā vo

ye to had ho ga.ī hai

ab nahīñ vo paas mere

vo jo merī ho chukī hai

wo jo mujh mein ajnabi hai

us ki sab se dosti hai

kar gai mujh ko numayan

jaane kaisi tirgi hai

chhoD kar sab ja chuke hain

sath tanhai khaDi hai

mujh ko apna kah gaya wo

ye to had hi ho gai hai

ab nahin wo pas mere

wo jo meri ho chuki hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now