Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jo tumne nam-e-KHuda liya sabhi ranjishon ko bhula diya

Shama Zafar Mehdi

wo jo tumne nam-e-KHuda liya sabhi ranjishon ko bhula diya

Shama Zafar Mehdi

MORE BYShama Zafar Mehdi

    vo jo tum ne nām-e-ḳhudā liyā sabhī ranjishoñ ko bhulā diyā

    mujhe ab yaqīn ye aa gayā ki zamāna itnā burā nahīñ

    use kab hamārā ḳhayāl hai mire dil ko kyuuñ ye malāl hai

    kabhī us ne aisā kahā nahīñ kabhī ham ne aisā sunā nahīñ

    na raqīb hai na habīb hai mirā us se rishta ajiib hai

    vo mile to dil ko sukūñ mile na mile to koī gila nahīñ

    wo jo tum ne nam-e-KHuda liya sabhi ranjishon ko bhula diya

    mujhe ab yaqin ye aa gaya ki zamana itna bura nahin

    use kab hamara KHayal hai mere dil ko kyun ye malal hai

    kabhi us ne aisa kaha nahin kabhi hum ne aisa suna nahin

    na raqib hai na habib hai mera us se rishta ajib hai

    wo mile to dil ko sukun mile na mile to koi gila nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now