wo KHush-nasib hain didar jinko hasil hai
vo ḳhush-nasīb haiñ dīdār jin ko hāsil hai
maiñ tum se duur huuñ merī to ye bhī mushkil hai
Thahar ga.e the thakan oḌh kar kisī dar par
hameñ ḳhabar hī na thī rāsta ki manzil hai
tumhāre naam kī dhaḌkan ne dil banāyā use
patā nahīñ thā ye patthar hai yā koī dil hai
wo KHush-nasib hain didar jin ko hasil hai
main tum se dur hun meri to ye bhi mushkil hai
Thahar gae the thakan oDh kar kisi dar par
hamein KHabar hi na thi rasta ki manzil hai
tumhaare nam ki dhaDkan ne dil banaya use
pata nahin tha ye patthar hai ya koi dil hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.