Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo naz-e-mohabbat dikhana kisi ka

Abdul Majeed Dard Bhopali

wo naz-e-mohabbat dikhana kisi ka

Abdul Majeed Dard Bhopali

MORE BYAbdul Majeed Dard Bhopali

    vo nāz-e-mohabbat dikhānā kisī

    manānā mirā ruuTh jaanā kisī

    sitam par sitam roz Dhānā kisī

    mujhe sau tarah āzmānā kisī

    vo rusvā huā kūcha-e-āshiqī meñ

    jo kahnā kisī ne na maanā kisī

    jo ham par bhī girtī vo barq-e-tajallī

    to ham bhī sunāte fasāna kisī

    ajab lutf-e-tanhā.ī meñ rahā huuñ

    tasavvur meñ hai ānā-jānā kisī

    mujhe yaad aatā hai ai 'dard' aksar

    sharāb-e-mohabbat pilānā kisī

    wo naz-e-mohabbat dikhana kisi ka

    manana mera ruTh jaana kisi ka

    sitam par sitam roz Dhana kisi ka

    mujhe sau tarah aazmana kisi ka

    wo ruswa hua kucha-e-ashiqi mein

    jo kahna kisi ne na mana kisi ka

    jo hum par bhi girti wo barq-e-tajalli

    to hum bhi sunate fasana kisi ka

    ajab lutf-e-tanhai mein pa raha hun

    tasawwur mein hai aana-jaana kisi ka

    mujhe yaad aata hai ai 'dard' aksar

    sharab-e-mohabbat pilana kisi ka

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now