Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo nishana bhi KHata jata to behtar hota

Abdullah Kamal

wo nishana bhi KHata jata to behtar hota

Abdullah Kamal

MORE BYAbdullah Kamal

    Interesting Fact

    1973

    vo nishāna bhī ḳhatā jaatā to behtar hotā

    āḳhirī tiir na lagtā to maiñ patthar hotā

    tishnagī apnī sadāoñ bhaTaktī hotī

    ret Dher sarāboñ samundar hotā

    phir vahī qissa vo ik baar sunātā mujh ko

    phir nigāhoñ meñ vahī ḳhvāb-sā manzar hotā

    maiñ ne kaaT diiñ sab phailtī shāḳheñ varna

    is ghane peḌ saaya mire sar par hotā

    wo nishana bhi KHata jata to behtar hota

    aaKHiri tir na lagta to main patthar hota

    tishnagi apni sadaon si bhaTakti hoti

    ret ka Dher sarabon ka samundar hota

    phir wahi qissa wo ek bar sunata mujh ko

    phir nigahon mein wahi KHwab-sa manzar hota

    main ne hi kaT din sab phailti shaKHen warna

    is ghane peD ka saya mere sar par hota

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now