Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo sardi se TheThurta hai na garmi hi satati hai

Musavvir Firozpuri

wo sardi se TheThurta hai na garmi hi satati hai

Musavvir Firozpuri

MORE BYMusavvir Firozpuri

    vo sardī se TheThurtā hai na garmī satātī hai

    ye mausam haar jaate haiñ ġharībī jiit jaatī hai

    mire rahbar haTā chashma tujhe manzar dikhātā huuñ

    ye Tolī bhūke bachchoñ ġhazab thālī bajātī hai

    mire rab chāñd pūnam zarā chauras kar de

    golā.ī dekhtā huuñ maiñ to roTī yaad aatī hai

    ye manzar dekhtā huuñ maiñ to āñkheñ Duub jaatī haiñ

    vo nannhī god guḌiyā kisī bojh uThātī hai

    wo sardi se TheThurta hai na garmi hi satati hai

    ye mausam haar jate hain gharibi jit jati hai

    mere rahbar haTa chashma tujhe manzar dikhata hun

    ye Toli bhuke bachchon ki ghazab thaali bajati hai

    mere rab chand punam ka zara chauras hi kar de tu

    golai dekhta hun main to roTi yaad aati hai

    ye manzar dekhta hun main to aankhen Dub jati hain

    wo nannhi god si guDiya kisi ka bojh uThati hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now