wo zid pe raha hai jhukane pe husna
vo zid pe rahā hai jhukāne pe husnā
hameñ to rahe haiñ nishāne pe husnā
nigāhoñ kā tere qahr hī qahr hai
zarā to rahm kar zamāne pe husnā
jinheñ shab karke sadiyāñ gañvā dī
lage haiñ hameñ vo bhulāne pe husnā
pitā chāhtā hai mahz chand sāñseñ
haiñ beToñ kī nazreñ ḳhazāne pe husnā
mohabbat kī rāhoñ meñ sab kuchh miTā kar
'kashish' hai aḌī sar kaTāne ko husnā
wo zid pe raha hai jhukane pe husna
hamein to rahe hain nishane pe husna
nigahon ka tere qahr hi qahr hai
zara to rahm kar zamane pe husna
jinhen shab karke sadiyan ganwa di
lage hain hamein wo bhulane pe husna
pita chahta hai mahz chand sansen
hain beTon ki nazren KHazane pe husna
mohabbat ki rahon mein sab kuchh miTa kar
'kashish' hai aDi sar kaTane ko husna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.