Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad uski hai bahut ji mera bahlane ko

Shariq Merthi

yaad uski hai bahut ji mera bahlane ko

Shariq Merthi

MORE BYShariq Merthi

    yaad us hai bahut mirā bahlāne ko

    jis ne afsāna banāyā mire afsāne ko

    shaam se sub.h huī sub.h se phir shaam huī

    dil ne jab chheḌ diyā dard ke afsāne ko

    aa ga.ī yaad kisī nigah-e-mast mujhe

    abhī hoñToñ se lagāyā thā paimāne ko

    ab na sāġhar havas hai na tamannā-e-bahār

    tere dāman havā mil ga.ī dīvāne ko

    lazzat-e-tishna-labī yaad jo aa.ī 'shāriq'

    rakh diyā maiñ ne uThā kar vahīñ paimāne ko

    yaad us ki hai bahut ji mera bahlane ko

    jis ne afsana banaya mere afsane ko

    sham se subh hui subh se phir sham hui

    dil ne jab chheD diya dard ke afsane ko

    aa gai yaad kisi ki nigah-e-mast mujhe

    abhi honTon se lagaya hi tha paimane ko

    ab na saghar ki hawas hai na tamanna-e-bahaar

    tere daman ki hawa mil gai diwane ko

    lazzat-e-tishna-labi yaad jo aai 'shaariq'

    rakh diya main ne uTha kar wahin paimane ko

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now