yahi ek mashghala sham-o-sahar hai
yahī ik mashġhala shām-o-sahar hai
tasavvur hai tirā aur chashm-e-tar hai
use zikr-e-bahār-o-bāġh se kyā
qafas ko jo samajhtā ho ki ghar hai
shab-e-furqat hai apnī kaisī pinhāñ
ki jis kī shaam mahrūm-e-sahar hai
yahi ek mashghala sham-o-sahar hai
tasawwur hai tera aur chashm-e-tar hai
use zikr-e-bahaar-o-bagh se kya
qafas ko jo samajhta ho ki ghar hai
shab-e-furqat hai apni kaisi pinhan
ki jis ki sham mahrum-e-sahar hai
- Book : Pathan Shayraat ka Tazkira (Pg. 98)
- Author : Khan Mohammad Atif
- Publication : Khan Mohammad Atif (1983)
- Edition : 1983
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.