Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaqin-o-ilm ki faza na shahr mein na ganw mein

Maya Khanna Raje Barelvi

yaqin-o-ilm ki faza na shahr mein na ganw mein

Maya Khanna Raje Barelvi

MORE BYMaya Khanna Raje Barelvi

    yaqīn-o-ilm fazā na shahr meñ na gaañv meñ

    kisī koī mudda.ā na shahr meñ na gaañv meñ

    samajh sake jo rāste meñ gardishoñ chaal ko

    koī bhī aisā rahnumā na shahr meñ na gaañv meñ

    sisak rahī haiñ izzateñ uchhal rahī haiñ pagḌiyāñ

    sharāfatoñ se vāsta na shahr meñ na gaañv meñ

    vatan meñ luuT ho rahī taraqqiyoñ ke naam par

    numūd-e-sub.h-e-irtiqā na shahr meñ na gaañv meñ

    hoñ mun.aqid qadam-qadam mohabbatoñ mahfileñ

    huā hai aisā faisla na shahr meñ na gaañv meñ

    yaqin-o-ilm ki faza na shahr mein na ganw mein

    kisi ka koi muddaa na shahr mein na ganw mein

    samajh sake jo raste mein gardishon ki chaal ko

    koi bhi aisa rahnuma na shahr mein na ganw mein

    sisak rahi hain izzaten uchhal rahi hain pagDiyan

    sharafaton se wasta na shahr mein na ganw mein

    watan mein luT ho rahi taraqqiyon ke nam par

    numud-e-subh-e-irtiqa na shahr mein na ganw mein

    hon munaqid qadam-qadam mohabbaton ki mahfilen

    hua hai aisa faisla na shahr mein na ganw mein

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now