Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye dil ka inkishaf hai ye ain shin qaf hai

Shadab Javed

ye dil ka inkishaf hai ye ain shin qaf hai

Shadab Javed

MORE BYShadab Javed

    ye dil inkishāf hai ye ain shiin qaaf hai

    jo ka.abe par ġhilāf hai ye ain shiin qaaf hai

    thī arinī zid kisī aur milne ko gayā koī

    so baat saaf saaf hai ye ain shiin qaaf hai

    mirī ḳhirad ho ga.ī junūn se musālahat

    har ik ḳhatā muaaf hai ye ain shiin qaaf hai

    kisī ke hijr ne use tabāh kar ke rakh diyā

    jo dil meñ ik shigāf hai ye ain shiin qaaf hai

    mire gird gol gol ghūmne lagā huuñ maiñ

    ye mastī-e-tavāf hai ye ain shiin qaaf hai

    ye dil ka inkishaf hai ye ain shin qaf hai

    jo kabe par ghilaf hai ye ain shin qaf hai

    thi arini zid kisi ki aur milne ko gaya koi

    so baat saf saf hai ye ain shin qaf hai

    meri KHirad ki ho gai junun se musalahat

    har ek KHata muaf hai ye ain shin qaf hai

    kisi ke hijr ne use tabah kar ke rakh diya

    jo dil mein ek shigaf hai ye ain shin qaf hai

    mere hi gird gol gol ghumne laga hun main

    ye masti-e-tawaf hai ye ain shin qaf hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now