ye dil pe ek zaKHm hai jo tere hath ka
ye dil pe ek zaḳhm hai jo tere haath kā
ye daaġh hī charāġh hai merī hayāt kā
ḳhush huuñ kisī ke saath use ḳhush dekh ke magar
koī yaqīn kartā nahīñ merī baat kā
yuuñ uTh ke chal diyā vo kisī ke pukāre par
jaise ki dekhtā hī thā rasta najāt kā
ye dil pe ek zaKHm hai jo tere hath ka
ye dagh hi charagh hai meri hayat ka
KHush hun kisi ke sath use KHush dekh ke magar
koi yaqin karta nahin meri baat ka
yun uTh ke chal diya wo kisi ke pukare par
jaise ki dekhta hi tha rasta najat ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.