Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye hasin log hain tu inki murawwat pe na ja

Aitbar Sajid

ye hasin log hain tu inki murawwat pe na ja

Aitbar Sajid

MORE BYAitbar Sajid

  ye hasīñ log haiñ in muravvat pe na

  ḳhud uTh baiTh kisī izn o ijāzat pe na

  sūrat-e-sham.a tire sāmne raushan haiñ jo phuul

  un kirnoñ meñ nahā zauq-e-samā.at pe na

  dil check-bōk hai tire paas tujhe kyā dhaḌkā

  ko bhā jaa.e to phir chiiz qīmat pe na

  itnā kam-zarf na ban us ke bhī siine meñ hai dil

  us ehsās bhī rakh apnī rāhat pe na

  dekhtā kyā hai Thahar kar mirī jānib har roz

  rauzan-e-dar huuñ mirī diid hairat pe na

  tere dil-soḳhta baiThe haiñ sar-e-bām abhī

  baal khole hue tāroñ bharī is chhat pe na

  merī poshāk to pahchān nahīñ hai merī

  dil meñ bhī jhāñk mirī zāhirī hālat pe na

  ye hasin log hain tu in ki murawwat pe na ja

  KHud hi uTh baiTh kisi izn o ijazat pe na ja

  surat-e-shama tere samne raushan hain jo phul

  un ki kirnon mein naha zauq-e-samaat pe na ja

  dil si check-book hai tere pas tujhe kya dhaDka

  ji ko bha jae to phir chiz ki qimat pe na ja

  itna kam-zarf na ban us ke bhi sine mein hai dil

  us ka ehsas bhi rakh apni hi rahat pe na ja

  dekhta kya hai Thahar kar meri jaanib har roz

  rauzan-e-dar hun meri did ki hairat pe na ja

  tere dil-soKHta baiThe hain sar-e-baam abhi

  baal khole hue taron bhari is chhat pe na ja

  meri poshak to pahchan nahin hai meri

  dil mein bhi jhank meri zahiri haalat pe na ja

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Unknown

  Unknown

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now