Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye jo tumhaari mohabbat se KHauf aata hai

Muzammil Husain Cheema

ye jo tumhaari mohabbat se KHauf aata hai

Muzammil Husain Cheema

MORE BYMuzammil Husain Cheema

    ye jo tumhārī mohabbat se ḳhauf aatā hai

    mujhe zarūr zarūrat se ḳhauf aatā hai

    sunā hai hashr meñ bhī mirī nahīñ sunegā

    sunā hai jab se qayāmat se ḳhauf aatā hai

    tumhārī diid liye dekh letā huuñ tum ko

    agarche aisī basārat se ḳhauf aatā hai

    maiñ apne shahr pahlā darīda-sūrat huuñ

    kuchh is liye bhī jarāhat se ḳhauf aatā hai

    ye jo tumhaari mohabbat se KHauf aata hai

    mujhe zarur zarurat se KHauf aata hai

    suna hai hashr mein bhi tu meri nahin sunega

    suna hai jab se qayamat se KHauf aata hai

    tumhaari did liye dekh leta hun tum ko

    agarche aisi basarat se KHauf aata hai

    main apne shahr ka pahla darida-surat hun

    kuchh is liye bhi jarahat se KHauf aata hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now