Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye josh-e-gham hai ki sine mein KHun ubalta hai

Mirza Raza Quli Ashufta

ye josh-e-gham hai ki sine mein KHun ubalta hai

Mirza Raza Quli Ashufta

MORE BYMirza Raza Quli Ashufta

    ye josh-e-ġham hai ki siine meñ ḳhuuñ ubaltā hai

    na rakhiyo haath kaleje pe mere jaltā hai

    na pūchho dil haqīqat tumhāre ishq meñ aah

    use vo ġham jo lagā hai usī meñ galtā hai

    ye ham ko us javānī ne aur iizā

    ki raat din koī siine meñ dil ko maltā hai

    kisī ke kaan dur dekhā ne 'āshufta'

    jo ashk āñkhoñ se motī tere Dhaltā hai

    ye josh-e-gham hai ki sine mein KHun ubalta hai

    na rakhiyo hath kaleje pe mere jalta hai

    na puchho dil ki haqiqat tumhaare ishq mein aah

    use wo gham jo laga hai usi mein galta hai

    ye hum ko us ki jawani ne aur iza di

    ki raat din koi sine mein dil ko malta hai

    kisi ke kan ka dur dekha tu ne 'ashufta'

    jo ashk aankhon se moti sa tere Dhalta hai

    Source :
    • Book : Noquush (Pg. B-377 E392)
    • Publication : Nuqoosh Press Lahore (May June 1954)
    • Edition : May June 1954
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now