Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaisi rah par aai munazzah

Munazzah Noor

ye kaisi rah par aai munazzah

Munazzah Noor

MORE BYMunazzah Noor

    ye kaisī raah par aa.ī 'munazzah'

    milī hai ābla-pā.ī munazzah

    chhupā lo ġham kahīñ siine meñ apne

    ye duniyā hai tamāshā.ī munazzah

    mire udhḌe hue zaḳhmoñ pe āḳhir

    karegā kaun turpāī munazzah

    baḌā mushkil safar thā zindagī

    hazāroñ baar murjhā.ī munazzah

    mohabbat ab nahīñ hotī kisī se

    huī hai jab se paspā.ī munazzah

    ye kaisi rah par aai 'munazzah'

    mili hai aabla-pai munazzah

    chhupa lo gham kahin sine mein apne

    ye duniya hai tamashai munazzah

    mere udhDe hue zaKHmon pe aaKHir

    karega kaun turpai munazzah

    baDa mushkil safar tha zindagi ka

    hazaron bar murjhai munazzah

    mohabbat ab nahin hoti kisi se

    hui hai jab se paspai munazzah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now