Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye karishma bhi kya karishma tha

Shahjahan Shad

ye karishma bhi kya karishma tha

Shahjahan Shad

MORE BYShahjahan Shad

    ye karishma bhī kyā karishma thā

    merī bāñhoñ meñ chāñd Thahrā thā

    dhaḌkaneñ gin rahā thā maiñ us

    vo mire jism-o-jāñ meñ utrā thā

    merī sāñsoñ meñ thī mahak us

    us sāñsoñ meñ maiñ mahaktā thā

    zindagī ab mirī mukammal thī

    jis ko chāhā thā ab vo merā thā

    tishnagī bujh ga.ī thī ab merī

    mehrbāñ aaj mujh pe dariyā thā

    maiñ akelā nahīñ thā 'shāhjahāñ'

    aaj mausam bhī kuchh divāna thā

    ye karishma bhi kya karishma tha

    meri banhon mein chand Thahra tha

    dhaDkanen gin raha tha main us ki

    wo mere jism-o-jaan mein utra tha

    meri sanson mein thi mahak us ki

    us ki sanson mein main mahakta tha

    zindagi ab meri mukammal thi

    jis ko chaha tha ab wo mera tha

    tishnagi bujh gai thi ab meri

    mehrban aaj mujh pe dariya tha

    main akela nahin tha 'shahjahan'

    aaj mausam bhi kuchh diwana tha

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now