ye sauda ishq ka aasan sa he
ye saudā ishq kā āsān sā he
zarā bas jaan kā nuqsān sā hai
bahā kar le gayā hosh-o-ḳhirad ko
ye sail-e-ishq bhī tūfān sā hai
vahī jo sab ke ġham meñ ghul rahā hai
hamāre haal se anjān sā hai
ḳhudā us ko zamāne se bachā.e
abhī ye aadmī insān sā hai
ye sauda ishq ka aasan sa he
zara bas jaan ka nuqsan sa hai
baha kar le gaya hosh-o-KHirad ko
ye sail-e-ishq bhi tufan sa hai
wahi jo sab ke gham mein ghul raha hai
hamare haal se anjaan sa hai
KHuda us ko zamane se bachae
abhi ye aadmi insan sa hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.