ye soz-e-dagh-e-dil ye shiddat-e-ranj-o-alam kab tak
ye soz-e-dagh-e-dil ye shiddat-e-ranj-o-alam kab tak
Akbar Allahabadi
MORE BYAkbar Allahabadi
ye soz-e-dāġh-e-dil ye shiddat-e-ranj-o-alam kab tak
hamāre hī liye ye jaur-e-gardūñ hai to ham kab tak
ye daftar ḳhatm hī hogā bhulā hī degā dahr is ko
ye his kab tak nazar kab tak zabāñ kab tak qalam kab tak
jo haiñ ahl-e-basīrat kahte haiñ aksar ye 'akbar' se
ġhanīmat hai tirā dam hind meñ lekin ye dam kab tak
ye soz-e-dagh-e-dil ye shiddat-e-ranj-o-alam kab tak
hamare hi liye ye jaur-e-gardun hai to hum kab tak
ye daftar KHatm hi hoga bhula hi dega dahr is ko
ye his kab tak nazar kab tak zaban kab tak qalam kab tak
jo hain ahl-e-basirat kahte hain aksar ye 'akbar' se
ghanimat hai tera dam hind mein lekin ye dam kab tak
- Book : ہنگامہ ہے کیوں برپا (Pg. 103)
- Author : اکبر الہ آبادی
- Publication : ریختہ بکس (2023)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.