yun to aksar zindagi se hum mile
yuuñ to aksar zindagī se ham mile
āshnā jab ho ga.e to kam mile
ġham milā hasrat milī mātam mile
kyā ye jiine ke sahāre kam mile
dostoñ kī kaj-adā.ī kī qasam
aaj is duniyā se ai dil ham mile
muntaḳhab kī jab bhī shāḳh-e-āshiyāñ
barq ke tevar hameñ barham mile
hosh kī manzil hai kitnī ajnabī
sab ke sab 'az.har' ko nā-mahram mile
yun to aksar zindagi se hum mile
aashna jab ho gae to kam mile
gham mila hasrat mili matam mile
kya ye jine ke sahaare kam mile
doston ki kaj-adai ki qasam
aaj is duniya se ai dil hum mile
muntaKHab ki jab bhi shaKH-e-ashiyan
barq ke tewar hamein barham mile
hosh ki manzil hai kitni ajnabi
sab ke sab 'azhar' ko na-mahram mile
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.