Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zahrab-e-hayat pi raha hun

Navak Hamzapuri

zahrab-e-hayat pi raha hun

Navak Hamzapuri

MORE BYNavak Hamzapuri

    zahrāb-e-hayāt rahā huuñ

    hairat hai ki phir bhī rahā huuñ

    kis kis zabān band kartā

    ḳhud apne hoñT rahā huuñ

    tālib hai farishtagī duniyā

    aur maiñ faqat aadmī rahā huuñ

    kyā kam hai ye sāneha ki maiñ

    un āñkhoñ kirkirī rahā huuñ

    sūraj se laḌāne vaalā āñkheñ

    maiñ sūraj-mukhī rahā huuñ

    rūdād-e-hayāt hai bas itnī

    pāmāl-e-sitamgarī rahā huuñ

    apnī nigah meñ 'nāvak' ab tak

    ye sach hai ki ajnabī rahā huuñ

    zahrab-e-hayat pi raha hun

    hairat hai ki phir bhi ji raha hun

    kis kis ki zaban band karta

    KHud apne hi honT si raha hun

    talib hai farishtagi ki duniya

    aur main faqat aadmi raha hun

    kya kam hai ye saneha ki main hi

    un aankhon ki kirkiri raha hun

    suraj se laDane wala aankhen

    main hi suraj-mukhi raha hun

    rudad-e-hayat hai bas itni

    pamal-e-sitamgari raha hun

    apni hi nigah mein 'nawak' ab tak

    ye sach hai ki ajnabi raha hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now