zara main apni palkon ko bhigo lun
zarā maiñ apnī palkoñ ko bhigo luuñ
agar milte ho to maiñ kuchh to so luuñ
kamī koshish meñ ab tak kī nahīñ hai
zarā khul jā.ūñ to par apne tolūñ
salīqa mujh ko itnā bhī nahīñ hai
batāo tum ki maiñ ab kis se bolūñ
siyāsat ne diye haiñ zaḳhm itne
maiñ 'tanhā' huuñ magar in ko to Dho luuñ
zara main apni palkon ko bhigo lun
agar milte ho to main kuchh to so lun
kami koshish mein ab tak ki nahin hai
zara khul jaun to par apne tolun
saliqa mujh ko itna bhi nahin hai
batao tum ki main ab kis se bolun
siyasat ne diye hain zaKHm itne
main 'tanha' hun magar in ko to Dho lun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.