zist meri na tere kisi kaam ki
ziist merī na tere kisī kaam kī
zindagī de sakā gar na ārām kī
maiñ kahāñ kah rahā huuñ tire haath meñ
jab bhī mehñdī rache to mire naam kī
aa bhī jaao na ab ai mire dil-rubā
dekhte dekhte raah phir shaam kī
rah gayā huuñ maiñ ho kar khilaunā koī
zindagī jab se maiñ ne tire naam kī
zist meri na tere kisi kaam ki
zindagi de saka gar na aaram ki
main kahan kah raha hun tere hath mein
jab bhi mehndi rache to mere nam ki
aa bhi jao na ab ai mere dil-ruba
dekhte dekhte rah phir sham ki
rah gaya hun main ho kar khilauna koi
zindagi jab se main ne tere nam ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.