Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagani sarab ki si tarah

Abroo Shah Mubarak

zindagani sarab ki si tarah

Abroo Shah Mubarak

MORE BYAbroo Shah Mubarak

    zindagānī sarāb tarah

    bād-bandī hubāb tarah

    tujh upar ḳhuun be-gunāhoñ

    chaḌh rahā hai sharāb tarah

    kaun chāhegā ghar basar tujh ko

    mujh se ḳhāna-ḳharāb tarah

    Tuk ḳhabar le ki tere hāthoñ siiñ

    jal rahā huuñ kabāb tarah

    zindagani sarab ki si tarah

    baad-bandi hubab ki si tarah

    tujh upar KHun be-gunahon ka

    chaDh raha hai sharab ki si tarah

    kaun chahega ghar basar tujh ko

    mujh se KHana-KHarab ki si tarah

    Tuk KHabar le ki tere hathon sin

    jal raha hun kabab ki si tarah

    Source :
    • Book : Deewan-e-Aabro (Pg. 138)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now