Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi be-sabaat kitni hai

Nashad Kanpuri

zindagi be-sabaat kitni hai

Nashad Kanpuri

MORE BYNashad Kanpuri

    zindagī be-sabāt kitnī hai

    chand roza hayāt kitnī hai

    partav-e-husn-e-yār hai varna

    dil kul kā.enāt kitnī hai

    dard-e-dil uTh ke batā de zarā

    pūchhte haiñ vo raat kitnī hai

    aadmī mar rahā hai jiine ko

    imbisāt-e-hayāt kitnī hai

    bazm-e-duniyā meñ aa.e aur chale

    dāstān-e-hayāt kitnī hai

    baat 'nāshād' bhī sun lete

    ik zarā hai baat kitnī hai

    zindagi be-sabaat kitni hai

    chand roza hayat kitni hai

    partaw-e-husn-e-yar hai warna

    dil ki kul kaenat kitni hai

    dard-e-dil uTh ke tu bata de zara

    puchhte hain wo raat kitni hai

    aadmi mar raha hai jine ko

    imbisat-e-hayat kitni hai

    bazm-e-duniya mein aae aur chale

    dastan-e-hayat kitni hai

    baat 'nashad' ki bhi sun lete

    ek zara si hai baat kitni hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now