zindagi bhar jo kamai mere kaam aai hai
zindagī bhar jo kamā.ī mire kaam aa.ī hai
ruuh tak utrī huī zaḳhm kī gahrā.ī hai
log jāgīroñ ke mālik haiñ bahut daulat hai
apnī taqdīr meñ be-vaj.h sī dānā.ī hai
khīñch dī sone kī dīvār na sochā ye kabhī
kachchī bastī meñ jo rahtā hai mirā bhaa.ī hai
zindagi bhar jo kamai mere kaam aai hai
ruh tak utri hui zaKHm ki gahrai hai
log jagiron ke malik hain bahut daulat hai
apni taqdir mein be-wajh si danai hai
khinch di sone ki diwar na socha ye kabhi
kachchi basti mein jo rahta hai mera bhai hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.