zindagi dasht-e-bala ho jaise
zindagī dasht-e-balā ho jaise
tujh ko paane kī sazā ho jaise
tere chehre kā simaT kar khilnā
merī āñkhoñ kī duā ho jaise
ek dushman sā tirā tan jaanā
maz.har-e-ḳhū-e-vafā ho jaise
sab tirī mad.h pe majbūr hue
harf-e-haq-goī ḳhatā ho jaise
zindagi dasht-e-bala ho jaise
tujh ko pane ki saza ho jaise
tere chehre ka simaT kar khilna
meri aankhon ki dua ho jaise
ek dushman sa tera tan jaana
mazhar-e-KHu-e-wafa ho jaise
sab teri madh pe majbur hue
harf-e-haq-goi KHata ho jaise
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.