zindagi hai teri panahon mein
zindagī hai tirī panāhoñ meñ
is ko rakhnā zarā nigāhoñ meñ
zindagī bhar na pā sake phir ham
sukh jo paayā tumhārī bāñhoñ meñ
zindagī ne hameñ sazā kyoñ dī
ham to shāmil na the gunāhoñ meñ
sab se milne ko tum raho tayyār
jaane mil jaa.e kaun rāhoñ meñ
jo faqīroñ meñ shaan miltī hai
kab vo miltī hai bādshāhoñ meñ
zindagi hai teri panahon mein
is ko rakhna zara nigahon mein
zindagi bhar na pa sake phir hum
sukh jo paya tumhaari banhon mein
zindagi ne hamein saza kyon di
hum to shamil na the gunahon mein
sab se milne ko tum raho tayyar
jaane mil jae kaun rahon mein
jo faqiron mein shan milti hai
kab wo milti hai baadshahon mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.