Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi pane ki hasrat hai to marta kyun hai

Shahid Ahmad Shoaib

zindagi pane ki hasrat hai to marta kyun hai

Shahid Ahmad Shoaib

MORE BYShahid Ahmad Shoaib

    zindagī paane hasrat hai to martā kyuuñ hai

    shahr-e-mamnūa se ho kar vo guzartā kyuuñ hai

    jab bhī amrit koī buuñd zabāñ par Tapkī

    ik ajab zahar rag rag meñ utartā kyuuñ hai

    chhū ke har shai ko guzar jaatā hai vo sail-e-balā

    mere be-nām jazīre meñ Thahartā kyuuñ hai

    ham ko ma.alūm hai lamhāt hāsil bhī 'sho.eb'

    dil magar Duub ke har lamha ubhartā kyuuñ hai

    zindagi pane ki hasrat hai to marta kyun hai

    shahr-e-mamnua se ho kar wo guzarta kyun hai

    jab bhi amrit ki koi bund zaban par Tapki

    ek ajab zahar sa rag rag mein utarta kyun hai

    chhu ke har shai ko guzar jata hai wo sail-e-bala

    mere be-nam jazire mein Thaharta kyun hai

    hum ko malum hai lamhat ka hasil bhi 'shoeb'

    dil magar Dub ke har lamha ubharta kyun hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now