hukmaranon se faqat shikwe gile kar aa gae
hukmarānoñ se faqat shikve gale kar aa ga.e
sho'le siine meñ hī vāpas saath le kar aa ga.e
ek sī rāheñ masāfat bhī rahī yaksāñ magar
taaj sar pe tum ham pā pe ghaav le kar aa ga.e
aaj tum ne ādilī kā farz kuchh chuktā kiyā
aaj tum ijlās meñ kuchh faisle kar aa ga.e
canvas kūchī banā tasvīr 'umda khīñch dī
zindagī bolā qalandar ḳhaak le ke aa ga.e
ashk yakjā muddatoñ se the nikāsī na milī
aap to dīvār meñ sūrāḳh le kar aa ga.e
hukmaranon se faqat shikwe gale kar aa gae
sho'le sine mein hi wapas sath le kar aa gae
ek si rahen masafat bhi rahi yaksan magar
taj sar pe tum hum pa pe ghaw le kar aa gae
aaj tum ne aadili ka farz kuchh chukta kiya
aaj tum ijlas mein kuchh faisle kar aa gae
canwas kuchi bana taswir 'umda khinch di
zindagi bola qalandar KHak le ke aa gae
ashk yakja muddaton se the nikasi na mili
aap to diwar mein suraKH le kar aa gae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.