la apni taswiren de
lā apnī tasavvureñ de
jiine kī tadbīreñ de
chāhūñ dard asīrī ke
yaar mujhe zanjīreñ de
mujh ko apnā ḳhvāb banā
ḳhvāboñ kī ta.abīreñ de
baḳhsh kabhī dil kī duniyā
mat mujh ko jāgīreñ de
jin meñ us kī shakl dikhe
aisī chand lakīreñ de
la apni tasawwuren de
jine ki tadbiren de
chahun dard asiri ke
yar mujhe zanjiren de
mujh ko apna KHwab bana
KHwabon ki tabiren de
baKHsh kabhi dil ki duniya
mat mujh ko jagiren de
jin mein us ki shakl dikhe
aisi chand lakiren de
- Book : aag aur rang
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.