Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahl ho jae rah thoDi si

Satya Prakash Sharma

sahl ho jae rah thoDi si

Satya Prakash Sharma

MORE BYSatya Prakash Sharma

    sahl ho jaa.e raah thoḌī

    mujh pe kar de nigāh thoḌī

    dil se pūchhā bhulā diyā us ko

    bolā ab bhī hai chaah thoḌī

    dard bas kāmyāb hai itnā

    zindagī hai tabāh thoḌī

    tishnagī surūr kaafī hai

    kyuuñ piyeñ ḳhvāh-maḳhvāh thoḌī

    shā.irī ke liye zarūrī hai

    aah thoḌī karāh thoḌī

    sahl ho jae rah thoDi si

    mujh pe kar de nigah thoDi si

    dil se puchha bhula diya us ko

    bola ab bhi hai chah thoDi si

    dard bas kaamyab hai itna

    zindagi hai tabah thoDi si

    tishnagi ka surur kafi hai

    kyun piyen KHwah-maKHwah thoDi si

    shairi ke liye zaruri hai

    aah thoDi karah thoDi si

    Source :
    • Book : Ghazals Dushyant Ke Baad (Pg. 319)
    • Author : Dixit Dankauri
    • Publication : Vani Prakashan (2003)
    • Edition : 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now