Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tere jalwon ne kaisi shart rakh di

Deepak Jain Deep

tere jalwon ne kaisi shart rakh di

Deepak Jain Deep

MORE BYDeepak Jain Deep

    tire jalvoñ ne kaisī shart rakh

    ki ḳhushbū dekhne shart rakh

    guzarnā hai hameñ ab imtihāñ se

    chalo tum ne to apnī shart rakh

    parindoñ baserā aur chhatoñ par

    to kyā peḌoñ ne koī shart rakh

    parindoñ uḌāneñ chhīn liiñ aur

    hadoñ ko nāpne shart rakh

    sabhī the ektā ke haq meñ lekin

    sabhī ne apnī apnī shart rakh

    tere jalwon ne kaisi shart rakh di

    ki KHushbu dekhne ki shart rakh di

    guzarna hai hamein ab imtihan se

    chalo tum ne to apni shart rakh di

    parindon ka basera aur chhaton par

    to kya peDon ne koi shart rakh di

    parindon ki uDanen chhin lin aur

    hadon ko napne ki shart rakh di

    sabhi the ekta ke haq mein lekin

    sabhi ne apni apni shart rakh di

    Source :
    • Book : Ghazals Dushyant Ke Baad (Pg. 417)
    • Author : Dixit Dankauri
    • Publication : Vani Prakashan (2003)
    • Edition : 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now