Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aagahi

MORE BYAthar Shah Khan Jaidi

    hamāre ilm ne baḳhshī hai ham ko āgāhī

    ye kā.enāt hai kyā is zamīñ pe sab kyā hai

    magar bas apne baare meñ kuchh nahīñ ma.alūm

    maroḌ kal se jo me.ade meñ hai sabab kyā hai

    hamare ilm ne baKHshi hai hum ko aagahi

    ye kaenat hai kya is zamin pe sab kya hai

    magar bas apne hi bare mein kuchh nahin malum

    maroD kal se jo meade mein hai sabab kya hai

    Source :
    • Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 113)
    • Author : Hassan Abbasi
    • Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
    • Edition : 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now