dard o darman
yahī darmāñ hai merī iqtisādī tīra-baḳhtī kā
mire andar koī phūTe kiran ḳhud-ehtisābī kī
mirī mansūba-bandī meñ chhupī hai qarz kī dīmak
''mirī ta.amīr meñ muzmar hai ik sūrat ḳharābī kii''
yahi darman hai meri iqtisadi tira-baKHti ka
mere andar koi phuTe kiran KHud-ehtisabi ki
meri mansuba-bandi mein chhupi hai qarz ki dimak
miri tamir mein muzmar hai ek surat KHarabi ki
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 23)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.