ghar se bahar
baap ne beTe ko DāñTā aur sazā ke taur par
ghar se bāhar kar ke us ko nau-do-gyārah kar diyā
baap kī tambīh par beTā baḌe ġhusse meñ thā
us ne Dail-phone se phir nau-sau-gyārah kar diyā
bap ne beTe ko DanTa aur saza ke taur par
ghar se bahar kar ke us ko nau-do-gyarah kar diya
bap ki tambih par beTa baDe ghusse mein tha
us ne Dail-phone se phir nau-sau-gyarah kar diya
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 52)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.