hum ko ab bhi nahr par ja kar nahana yaad hai
ham ko ab bhī nahr par jā kar nahānā yaad hai
haath meñ kapḌe uThā kar bhaag jaanā yaad hai
khīñchnā kursī kā apnā un kā girnā shaan se
master kā phir hameñ murġhā banānā yaad hai
sainDiloñ aur jhāḌuoñ se roz mujh ko jhāḌnā
mujh se jānāñ pyaar terā vālehāna yaad hai
terī sūrat dekhte hī merā Dar kar chīḳhnā
aur terā phir Darānā phir Darānā yaad hai
hum ko ab bhi nahr par ja kar nahana yaad hai
hath mein kapDe uTha kar bhag jaana yaad hai
khinchna kursi ka apna un ka girna shan se
master ka phir hamein murgha banana yaad hai
sainDilon aur jhaDuon se roz mujh ko jhaDna
mujh se jaanan pyar tera walehana yaad hai
teri surat dekhte hi mera Dar kar chiKHna
aur tera phir Darana phir Darana yaad hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.